Fanaa is a Bollywood Movie and releasing on 26 May 2006. Also, the movie is directed by Kunal Kohli and produced by Aditya Chopra. Where the movie is a Romantic Thriller and Amir Khan and Kajol in the lead role of the movie. The whole movie is about a love story between a blind Kashmiri girl and a Tour guide who later reveals his identity as a Pakistani RAW agent. Below you can find Fanaa MP3 Songs.
Also can check Fanaa Songs.
Listen and Download Fanaa MP3 Songs
1.Chand Sifarish
Singer: Shaan, Kailash Kher
Music: Jatin-Lalit
Lyrics: Prasoon Joshi
hmm hmm hmm hmmm la la la
hey hey hey hey ah ha
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
valle valle
valle valle
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
valle valle
valle valle
teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de
teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de
aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
subhaan allaah subhaan allah subhaan allah
hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum
dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum
hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa
chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata
sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata
zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa
Listen & Download Chand Sifarish MP3 Song.
2.Mere Haath Mein
Singer: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol
Music: Jatin-Lalit
Lyrics: Prasoon Joshi
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho… (Repeat once)
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaaye
Tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
Jitne paas hain khushbu saans ke
Jitne paas hothon ke sargam
Jaise saath hain karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Jitne paas paas khwaabon ke nazar
Utni paas tu rehna humsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
Rone de aaj hamko do aankhen sujaane de
Baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
Hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega
Hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega
Jitne paas paas dhadkan ke hain raaz
Jitne paas bundon ke baadal
Jaise saath saath chanda ke hain raat
Jitne paas nainon ke kaajal
Jitne paas paas saagar ke lehar
Utne paas tu rehna humsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren hum
Magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
Listen & Download Mere Haath Mein MP3 Song.
3.Dekho Na
Singer: Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan
Music: Jatin-Lalit
Lyrics: Prasoon Joshi
Yeh saajish hain boondon ki
Koi khwaahish hain chup chup si
Yeh saajish hain boondon ki
Koi khwaahish hain chup chup si
Dekho na dekho na
Dekho na dekho na
Hawa kuchh haule haule
Zubaan se kya kuchh bole
Kyon duuri hain ab darmayaan
Dekho na dekho na
Dekho na dekho na
Phir na hawayen hogi
Itani besharam
Phir na dag mag dag
Mag honge yeh kadam
Haa saawan yeh seedha
Nahi khufia bada
Kuchh toh baraste
Hue keh raha
Samjho na samjho na
Samjho na samjho na
Hawa kuchh haule haule
Zubaan se kya kuchh bole
Kyon duuri hain ab darmayaan
Dekho na dekho na
Dekho na dekho na
Jugnu jaise chahat
Dekho jale mujhe
Meethi si mushkil
Hain koi kya kare
Hmm hothon ki arzi
Aise thukraaon na
Saanson ki marzi
Ko jhuthlaaon na
Chhuu lo na chhu lo na
Chhuu lo na chhu lo
Hawa kuchh haule haule
Zubaan se kya kuchh bole
Na duuri hain ab darmayaan
Dekho na dekho na
Dekho na hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm dekho